Skip to main content

O Yaara Kai See Hai Teri Bewafai Lyrics

O Yaara Kai See Hai Teri Bewafai Lyrics : The Emotional Sad Song from the Movie Mashooq (1992) which is Sung by Kavita Krishnamurthy, & Kumar Sanu & the Music for this Song is Composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) & the Lyrics for this Song is Written by Indeevar.

O Yaara Kai See Hai Teri Bewafai Lyrics
O yaara
O yaara kaisi hai teri bewafai
O yaara jaan pe meri ban aayi
O yaara kaisi hai teri bewafai
O yaara jaan pe meri ban aayi
O yaara
O yaara jeene na degi ye judai
O yaara jaan pe meri ban aayi
Jeene na degi ye judai
O yaara jaan pe meri ban aayi
O yaara
O yaara
Bhul gaye vaade apane
Who saatha nibhane ki kasme
O yaara
O bhul gaye vaade apane
Who saatha nibhane ki kasme
Tod diye sare sapne
Kya pyaar na tha tere basme
Pyaar bhi jutha yaar bhi jutha
Chaahat ka ikrar bhi jutha
O yaara
O yaara

Chod ke mujko jaana tha to
Yaad bhi apani le jaate
O yaara
O chod ke mujko jaana tha to
Yaad bhi apani le jaate
Tod ke dil ko jaana tha to
Pyaar bhi apana le jaate
Kaash kisise pyaar na hota
Khoon ke aashu dil na rota
O yaara
O yaara

Jeene na degi ye judai
O yaara jaan pe meri ban aayi
O kaisi hai teri bewafai
O yaara jaan pe meri ban aayi
O yaara
O yaara
O yaara
O yaara.

Comments

Popular posts from this blog

Chaudhvin Ka Chand Ho Full Song Lyrics

Chaudhvin Ka Chand Ho Lyrics: The beautiful romantic song lyrics from the movie Chaudhvin Ka Chand. Sung by our singer Mohammed Rafi and lyrics written by Shakeel Badayuni. Label of Ultra Hindi. Chaudhvin Ka Chand Ho Song Lyrics Hmmm hmmmm hmmmmm Chaudhvin ka chand ho ya aaftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki qasam, lajawab ho Chaudhvin ka chand ho Zulfein hai jaise kandho pe Badal jhuke hue Zulfein hai jaise kandho pe Badal jhuke hue Aankhe hai jaise maye ke Pyaale bhare hue Masti hai jisme pyar ki Tum woh sharab ho Chaudhwee ka chand ho ya aftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki kasam, lajawab ho Chadhwee ka chand ho Chehra hai jaise jheel mein Hasta hua kamal Chehra hai jaise jheel mein Hasta hua kamal Yaa zindagi ke saaz pe Chedhi hui gazal Jaane bahaar tum kisi Shayar ka khwab ho Chaudhvin ka chand ho ya aaftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki qasam, lajawab ho Chaudhvin ka chand ho Honto pe khelti hai Tabassum ki bijliyaan Honto pe khelti hai Tabassum ki bijliyaan Sajde tumhaari raah mein Karti hai k

Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics

Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics: The most romantic, heart touching, effective with full of love romance song ever. This song is sung in the movie Kanyadan (1968). The song is sung by Legend Mohammed Rafi and lovely music composed by Shankar Jai Kishan . The mind blowing lyrics is written by Neeraj. 🙂 Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics Likhe Jo Khat Tujhe Woh Teri Yaad Mein Hazaaron Rang Ke Nazaare Ban Gaye Sawera Jab Huya To Phool Ban Gaye Jo Raat Aayi To Sitaare Ban Gaye Koyi Nagma Kahin Goonja Kahan Dil Mein Yeh Tu Aayi Kahin Chatki Kali Koyi Main Yeh Samjha, Tu Sharmaayi Koyi Khushboo Kahin Bikhri Laga Yeh Zulf Lehraayi Likhe Jo Khat Tujhe… Fiza Rangeen, Adaa Rangeen Yeh Ithlaana, Yeh Sharmaana Yeh Angdhaayi, Yeh Tanhaayi Yeh Tarsa Kar, Chale Jaana Bana De Ga Nahi Kisko Jawaan Jadoo Yeh Deewana Likhe Jo Khat Tujhe.. Jahan Tu Hai, Wahan Main Hoon Mere Dil Ki Tu Dhadhkan Hai Musafir Main Tu Manzil Hai Main Pyaasa Hoon Tu Saawan Hai Meri Duniya Yeh Nazre Hain Meri Jannat Yeh Daaman Hai Likhe Jo Kh

Ae mere dost lot ke aaja Lyrics - Swarg

Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Aake to dekh meri halat ko Ko bin tere har khushi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Banke humdard mera humsaya Tu meri zindagi mein aaya tha Banke humdard mera humsaya Tu meri zindagi mein aaya tha Pyar apno se bhi jyada Kiya mujhe tune Log kahte hai tu praya tha Log kahte hai tu praya tha Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Mere dil se yahi dua nikle Tu jaha bhi rahe kushhal rahe Mere dil se yahi dua nikle Tu jaha bhi rahe kushhal rahe Bhul ke bhi na bhula pau Mai tujhe humdam Har ghadi bas tera khayal rahe Har ghadi bas tera khayal rahe Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Yaad aate hai jab karam tere Meri aankho se ashaq bahte hai Yaad aate hai jab karam tere Meri aankho se ashaq bahte hai Tere ehsano ka badla Main chukau kaise Bahte aansu ye mujhse kah