Skip to main content

Posts

Ae mere dost lot ke aaja Lyrics - Swarg

Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Aake to dekh meri halat ko Ko bin tere har khushi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Banke humdard mera humsaya Tu meri zindagi mein aaya tha Banke humdard mera humsaya Tu meri zindagi mein aaya tha Pyar apno se bhi jyada Kiya mujhe tune Log kahte hai tu praya tha Log kahte hai tu praya tha Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Mere dil se yahi dua nikle Tu jaha bhi rahe kushhal rahe Mere dil se yahi dua nikle Tu jaha bhi rahe kushhal rahe Bhul ke bhi na bhula pau Mai tujhe humdam Har ghadi bas tera khayal rahe Har ghadi bas tera khayal rahe Ae mere dost lot ke aaja Bin tere zindagi adhuri hai Ae mere dost lot ke aaja Yaad aate hai jab karam tere Meri aankho se ashaq bahte hai Yaad aate hai jab karam tere Meri aankho se ashaq bahte hai Tere ehsano ka badla Main chukau kaise Bahte aansu ye mujhse kah
Recent posts

Hamne Dekhi Hai Lyrics

Hamne Dekhi Hai Lyrics: This is the amazing old song lyrics from the movie Khamoshi (1969) that is sung by Lata Mangeshkar. The music is composed by Hemant Kumar and the lyrics are written by Gulzar Music. Hamne Dekhi Hai Lyrics Ham Ne Dekhi Hai In Aankhoon Ki Mahakati Khushaboo Haath Se Chhuuke Ise RishtoN Kaa Ilzaam Na Do Sirf Ehasaas Hai Ye Ruuh Se Mahasuus Karo Pyaar Ko Pyaar Hi Rahane Do Koi Naam Na Do Ham Ne Dekhi Hai Pyaar Koi Bol NahiN, Pyaar Aavaaz NahiN Ek Khaamoshi Hai Sunati Hai Kahaa Karati Hai Naa Ye Bujhati Hai Naa Rukati Hai Naa thahari Hai KahiN Nuur Ki BuuNd Hai SadiyoN Se Bahaa Karati Hai Sirf Ehasaas Hai Ye, Ruuh Se Mahasuus Karo Pyaar Ko Pyaar Hi Rahane Do, Koi Naam Naa Do Ham Ne Dekhi Hai Muskaraahat Si Khili Rahati Hai AaNkhoN MeN KahiN Aur PalakoN Pe Ujaale Se Chhupe Rahate HaiN HoNth Kuchh Kahate NahiN, KaaNpate HoNthoN Pe Magar Kitane Khaamosh Se Afasaane Ruke Rahate HaiN Sirf Ehasaas Hai Ye, Ruuh Se Mahasuus Karo Pyaar Ko Pyaar Hi Raha

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics: This is the best old song lyrics from the movie Aap Aaye Bahar Aayi. The song is sung by 2 super singers Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi. The music is composed by Laxmikant-Pyarelal. The lyrics are written by Anand Bakshi. Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics Dilshad Tha Ke Phul Khilenge Bahar Mein Mara Gaya Garib Isi Aitbar Mein Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Agar Tufan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Agar Tufan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Na Tha Manzur Kismat Ko Na Thi Marzi Baharo Ki Nahi To Is Gulistan Mein Nahi To Is Gulistan Mein Kami Thi Kya Nazaro Ki Meri Nazaro Ko Bhi Koi Nazara Mil Gaya Hota Agar Tufan Nahi Aata Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Khushi Se Apni Aankho Ko Main Ashko Se Bhigon Leta Mere Badle Tu Has Legi Mere B

Lag Ja Gale Ke Phir Song Lyrics

Lag Ja Gale Ke Phir Lyrics: The one of best heart touching song lyrics from the movie Woh Kaun Thi (1964) which is sung by Lata Mangeshkar. Its lyrics written by Raja Mehndi Ali Khan and music composed by Madan Mohan. Label of music Ultra Hindi. Lag Ja Gale Lyrics Lag Ja Gale Hmm..Hmmm Haseen Raat Hmm..Hmmm Lag Ja Gale Ke Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho Shayad Phir Iss Janam Mulaqat Ho Na Ho Lag Ja Gale Ke Phir Yeh Haseen Raat Ho Na Ho Shayad Phir Iss Janam Mein Mulaqat Ho Na Ho Lag Jaa Gale..ee..eee..!!! Humko Mili Hai Aaj Yeh Ghadiyaa Naseeb Se Humko Mili Hai Aaj Yeh Ghadiya Naseeb Se Jee Bhar ke Dekh Lijiye Humko Kareeb Se Phir Apke Naseeb Mein Yeh Baat Ho Na Ho Shayad Phir Iss Janam Mein Mulaqat Ho Na Ho Lag Jaa Gale..ee..eee..!!! Paas Aaiye Ke Hum Nahin Aayenge Baar-Baar Paas Aaiye Ke Hum Nahin Aayenge Baar-Baar Baahein Gale Mein Daalke Hum Ro Lein Zaar-Zaar Aankhon Se Phir Pyaar Ki Yeh Barsaat Ho Naa Ho Shayad Phir Iss Janam Mein Mulaqat Ho

Aanewala Pal Janewala Hai Song Lyrics

Aanewala Pal Janewala Hai Song Lyrics: The one of oldest famous song lyrics from the movie Gol Maal (1979) that is sung by Kishore Kumar. Its lyrics written by Gulzar and music composed by R.D Burman. Aanewala Pal Janewala Hai Lyrics Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey Hmmmm Hmmmm Aanewala Pal Jaanewala Hai Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ek Baar Yoon Mili, Maasoom Si Kali Ek Baar Yoon Mili, Maasoom Si Kali Ho Khilte Hue Kahaan, khushbash Mein Chali Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ho Ho Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh Jaanewala Hai Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala Hai Ho Ho Aanewala Pal Jaanewala Hai Ho Sake To I

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Full Song Lyrics

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai Lyrics: A lovely and affectionate, passionate and emotional song lyrics from the movie Kabhi Kabhi (1976). The song sung by Mukesh and lyricist is Sahir Ludhianvi. Starring by Amitabh Bachchan and Rakhee. Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Lyrics Kabhi Kabhi Mere Dil Me, Khayal Aata Hai Kabhi Kabhi Mere Dil Me, Khayal Aata Hai Ke Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye Ke Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye Tu Ab Se Pahle Sitaro Me Bas Rahi Thi Kahi Tu Ab Se Pahle Sitaro Me Bas Rahi Thi Kahi Tujhe Zami Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye Tujhe Zami Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye Kabhi Kabhi Mere Dil Me, Khayal Aata Hai Ke Ye Badan Ye Nigahe Meri Amanat Hai Ke Ye Badan Ye Nigahe Meri Amanat Hai Ye Gesuo Ki Ghani Chhao Hai Meri Khatir Ye Hoth Aur Ye Bahe Meri Amanat Hai Ye Hoth Aur Ye Bahe Meri Amanat Hai Kabhi Kabhi Mere Dil Me, Khayal Aata Hai Ke Jaise Bajati Hai Shahnaiya Si Raho Me Ke Jaise Bajati Hai Shahnaiya Si Raho Me Suhag Rat Ha

Ye Samaa Samaa Hai Pyar Ka Lyrics

Ye Samaa Samaa Hai Pyar Ka Lyrics: The best romantic old song lyrics from the movie Jab Jab Phool Khil e (1965). This awesome song is sung by Lata Mangeshkar and the lovely music is composed by Anandji Virji Shah & Kalyanji Virji Shah. Ye Samaa Samaa Hai Pyar Ka Lyrics Yeh sama sama hain yeh pyar Kaa kisi ke intazar kaa Dil na chura le kahi mera Mausam bahar kaa Yeh sama sama hain yeh pyar Kaa kisi ke intazar kaa Dil na chura le kahi mera Mausam bahar kaa Basane lage aakhon Me kuchh aise sapne Basane lage aakhon Me kuchh aise sapne Koyi bulaye jaise nainon Se apne nainon se apne Yeh sama sama hain didar Kaa kisike intjar kaa Dil na chura le kahi mera Mausam bahar kaa Mil ke khayalo me hi apne balam se Mil ke khayalo me hi apne balam se Nind gawayi apni maine kasam se Maine kasam se Yeh sama sama hain khumar Kaa kisike intazar ka Dil na chura le kahi mera Mausam bahar kaa Me to hu sapno ke raja ki rani Me to hu sapno ke raja ki rani Sach ho na jaa