Skip to main content

Ae mere dost lot ke aaja Lyrics - Swarg

Ae mere dost lot ke aaja
Bin tere zindagi adhuri hai
Ae mere dost lot ke aaja
Bin tere zindagi adhuri hai
Aake to dekh meri halat ko
Ko bin tere har khushi adhuri hai
Ae mere dost lot ke aaja

Banke humdard mera humsaya
Tu meri zindagi mein aaya tha
Banke humdard mera humsaya
Tu meri zindagi mein aaya tha

Pyar apno se bhi jyada
Kiya mujhe tune
Log kahte hai tu praya tha
Log kahte hai tu praya tha
Ae mere dost lot ke aaja
Bin tere zindagi adhuri hai
Ae mere dost lot ke aaja

Mere dil se yahi dua nikle
Tu jaha bhi rahe kushhal rahe
Mere dil se yahi dua nikle
Tu jaha bhi rahe kushhal rahe

Bhul ke bhi na bhula pau
Mai tujhe humdam
Har ghadi bas tera khayal rahe
Har ghadi bas tera khayal rahe
Ae mere dost lot ke aaja
Bin tere zindagi adhuri hai
Ae mere dost lot ke aaja

Yaad aate hai jab karam tere
Meri aankho se ashaq bahte hai
Yaad aate hai jab karam tere
Meri aankho se ashaq bahte hai

Tere ehsano ka badla
Main chukau kaise
Bahte aansu ye mujhse kahte hai
Bahte aansu ye mujhse kahte hai

Ae mere dost lot ke aaja
Bin tere zindagi adhuri hai
Aake to dekh meri halat ko
Ko bin tere har khushi adhuri hai
Ae mere dost lot ke aaja.

Movie/album: Swarg (1990)

Singers: Mohammed Aziz

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Director: David Dhawan

Music Label: Venus Records

Starring: Rajesh Khanna, Govinda, Juhi Chawla, Madhavi, Neena Gupta, Paresh Rawal

Release on: 18th May, 1990


    Comments

    Popular posts from this blog

    Chaudhvin Ka Chand Ho Full Song Lyrics

    Chaudhvin Ka Chand Ho Lyrics: The beautiful romantic song lyrics from the movie Chaudhvin Ka Chand. Sung by our singer Mohammed Rafi and lyrics written by Shakeel Badayuni. Label of Ultra Hindi. Chaudhvin Ka Chand Ho Song Lyrics Hmmm hmmmm hmmmmm Chaudhvin ka chand ho ya aaftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki qasam, lajawab ho Chaudhvin ka chand ho Zulfein hai jaise kandho pe Badal jhuke hue Zulfein hai jaise kandho pe Badal jhuke hue Aankhe hai jaise maye ke Pyaale bhare hue Masti hai jisme pyar ki Tum woh sharab ho Chaudhwee ka chand ho ya aftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki kasam, lajawab ho Chadhwee ka chand ho Chehra hai jaise jheel mein Hasta hua kamal Chehra hai jaise jheel mein Hasta hua kamal Yaa zindagi ke saaz pe Chedhi hui gazal Jaane bahaar tum kisi Shayar ka khwab ho Chaudhvin ka chand ho ya aaftab ho Jo bhi ho tum Khuda ki qasam, lajawab ho Chaudhvin ka chand ho Honto pe khelti hai Tabassum ki bijliyaan Honto pe khelti hai Tabassum ki bijliyaan Sajde tumhaari raah mein Karti hai k

    Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics

    Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics: The most romantic, heart touching, effective with full of love romance song ever. This song is sung in the movie Kanyadan (1968). The song is sung by Legend Mohammed Rafi and lovely music composed by Shankar Jai Kishan . The mind blowing lyrics is written by Neeraj. 🙂 Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics Likhe Jo Khat Tujhe Woh Teri Yaad Mein Hazaaron Rang Ke Nazaare Ban Gaye Sawera Jab Huya To Phool Ban Gaye Jo Raat Aayi To Sitaare Ban Gaye Koyi Nagma Kahin Goonja Kahan Dil Mein Yeh Tu Aayi Kahin Chatki Kali Koyi Main Yeh Samjha, Tu Sharmaayi Koyi Khushboo Kahin Bikhri Laga Yeh Zulf Lehraayi Likhe Jo Khat Tujhe… Fiza Rangeen, Adaa Rangeen Yeh Ithlaana, Yeh Sharmaana Yeh Angdhaayi, Yeh Tanhaayi Yeh Tarsa Kar, Chale Jaana Bana De Ga Nahi Kisko Jawaan Jadoo Yeh Deewana Likhe Jo Khat Tujhe.. Jahan Tu Hai, Wahan Main Hoon Mere Dil Ki Tu Dhadhkan Hai Musafir Main Tu Manzil Hai Main Pyaasa Hoon Tu Saawan Hai Meri Duniya Yeh Nazre Hain Meri Jannat Yeh Daaman Hai Likhe Jo Kh